Aaj desh men kranti kaa uday ho chuka hai,aisa lag raha hai jaise kans ne krishan ko bulawaa bhej diya hai,wah nahin jaanataa hai ki yah bulaawaa he meree mout kaa kaaran banegee.
mujhe to yah “DWAAPAR” jaisee hee kranti lag rahee hai.Aaj tak koi bhee buraai kee jad tak nahin pahunch sakaa,gandhee ji bhee nahin.Swami Ramdev to saakshaat bhagwaan ke doot ban kar hee aaye hain,hamaaraa soubhaagy ha ki ham yah sabdekh paa rahe hain,is puneet kaary men jud paa rahe hain.
AAO IS YAGN ME HAM BHEE AAHUTI DENE KAA SOUBHAAGY PRAPT KAREN. B H A R A T M T A K E E J A I.
ek dam sahi, swami ji kalyug ke bhagwan hai, jo samjhe uska bhi bhala, jo na samjhe uska bhi bhala, jai swami ramdeo jee ki
Aaj desh men kranti kaa uday ho chuka hai,aisa lag raha hai jaise kans ne krishan ko bulawaa bhej diya hai,wah nahin jaanataa hai ki yah bulaawaa he meree mout kaa kaaran banegee.
mujhe to yah “DWAAPAR” jaisee hee kranti lag rahee hai.Aaj tak koi bhee buraai kee jad tak nahin pahunch sakaa,gandhee ji bhee nahin.Swami Ramdev to saakshaat bhagwaan ke doot ban kar hee aaye hain,hamaaraa soubhaagy ha ki ham yah sabdekh paa rahe hain,is puneet kaary men jud paa rahe hain.
AAO IS YAGN ME HAM BHEE AAHUTI DENE KAA SOUBHAAGY PRAPT KAREN. B H A R A T M T A K E E J A I.
Pujya Swami ji k vicharon ki kranti ko jan jan tak pahuncha kar hi dam lenge